Zindagi ko bar bar aazmaya hai humne, Har pal har lamha sirf gum paya hai humne, Ushi ne kiye he dil ke tukde humare, Phir bhi dilki gehraiyo me use basaya hai humne...
Har Din Ek Chehra Yaad Aata hai, Kabhi Subha, Kabhi Sham Yaad Aata Hai, Phir bhi Sochte Hai Ki Karle Dusri Mohabaat, Par Pehli Mohabbat Ka Anjam Yaad Aata Hai...